Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 31
Kiran kabse apne mann ki baat Karan ko bata chuki thi aur Karan ne bhi kuchh dino baad uski kahi baat par gor kari aur uski wo ichha puri karne ki sochi jo wo usse chahti thi. Par jab Kiran ka samna Karan ke us dasha me hua to wo to mano tilmila hi uthi.