Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 24
Apni jindagi me ho rahi baato se Karan ka shak ab Simran aur Ajay par chala jata aur dusri taraf Aarif bhi Aujay se ladai kar leta aur jab karan bich me aata hai to waha khade sabhi log heran reh jaate ki Karan aur Aarif fir se dost hai.