Zindagi, Ek Anokha Safar – Episode 56
Ghar aaye mami ji gussa aa jata hai aur sare ghar ko sar par utha leti hai, par karan jab mani ke sath masti karta hai to unka gussa ek dam thanda ho jata hai, Aur fir karan ki shaadi ki baat sun kar ghar me ladkiyan ek dusri ke sath chheda chaad karti hai.