Uncle Ke Sath Mummy Ka Naya Jivan – Part 2

This story is part of the Uncle Ke Sath Mummy Ka Naya Jivan series

    Namaskar dosto, apne meri is kahani ke pichle part mai padha ki, papa ke death ke baad mohan uncle mera aur mummy ka sahara bane.

    Aur fir papa ke buisness ko loss mai jane se bachane ke liye, fir mummy ne mohan uncle ka sahara liya aur unki buisness partner ban gayi.

    Hum ek exhibition ke liye out of town jaa rahe the aur raste mai mummy aur uncle ke bich jo gahta vo apne padha, ab aage..

    Hum shehar se 50 km dur townhall pahunche. Jahan par behtarin sariyon ka exhibition laga tha. Humne car park ki aur hall mai jaa kar apne stall mai apni sariyon ko showpiece mai set karne lage.

    Jisne exhibition lagaya tha vo uncle ka dost tha jiska naam manish tha. Hum kaam kar rahe the ki manish uncle ke paas aaya aur uncle se hath mila kar bola, wah bhai, tune apni biwi ko bhi kaam pe laga diya, tu to bada kismat wala nikla itni khubsurat biwi vo bhi samjhdar, namaste bhabhi, kesi hai aap..

    Maniish ki baat par hum sab shock ho gaye, vo mummy ko uncle ki biwi samajh raha tha. Aur mummy to sharam ke maare apna chehra laal kiye huye thi, uncle bhi mand mand muskura rahe the.

    Fir vo manish ki baat kaat kar bole, are yaar, ruk to sahi, ye meri biwi nahi hai, ye mera buisness partner amit jiski pichle saal death ho gayi thi uski biwi hai, abhi uska kaam ye dono hi sambhal rahe hai, isliye mai inko kaam mai support kar raha hu. Manish ko apni galti ka ehsaas hua to usne mummy se sorry bola yahan ke baare mai samjhane laga.

    Kuch der mai exhibition shuru ho gaya. Kuch logo ko humari presentation kafi pasand aayi aur ache orders bhi mil rahe the jise mai note kar raha tha.

    Lunch break mai hum lunch kar rahe the tab manish aaya aur uncle se bola yaar, mai ek uljahn mai hu. Mera designer couple party wear jo ki kafi costly hai uski presentation ke liye models bulaye the magar vo aaye nahi.

    Agar vo thik se publish nahi hua to brand nahi banega. Aur abhi do ghante ke baad hi usko lounch karna hai, mai kya karu ab.

    Uncle ne kaha ab itne kam samay mai to koi model itni dur aa nahi payenge., tu bata dusra koi option hai?

    Manish ne chai pite huye kaha, agar koi yahan par good looking lovely couple type mil jaye to mai double paise de kar kaam karwa lu. Par koi dikh nahi raha.

    Fir manish ki nagah mummy par padi aur uske chehre pe hansi aayi aur uncle ko kehne laga, yaar mohan ek kaam ho sakta hai hamre paas itni khubsurat lady bethi hai agar ye ready ho jaye to meri partywear sari mai char chand lag jaye.

    Usne mummy ki aur ishara kar ke kaha. Manish ki baat pe hum sab chonk gaye aur mummy to tension mai aa gayi, vo uncle ko ishare se mana karne lagi.

    Uncle ne manish ko kaha, dekh yaar kavya bhabhi ek simple aurat hai unse ye sab nahi hoga. Aur tera lounching outfit to couple base hai na to opposite mai aadmi kon hoga.

    Manish ne jhat se uncle ke kandhe pe hath rakh ke kaha, to tu hi male model ban ja na yaar, acha good looking hadnsome dikhta hai, I am sure tum dono ki jodi bhi khub jamegi, pleaz yaar maan jaa na mere nuksaan ho jayega.

    Manish ki baat se mai to stabdh reh gaya aur mummy to mana kar rahi thi par mohan ab manish ki baat maan gaya aur mummy ki samjhane laga ki kar lete hai, bichare ka kaam ban jayega.

    Mummy boli, par mohan ji mene ye sab nahi kiya hai aur mere se kuch galti ho gayi to kaam bigad jayega.

    Manish ne mummy ki dilasa dete huye kaha, kuch nahi hoga bhabhiji bas apko ache se ready ho kar mera partywear pehenna hai aur stage pe mohan ke sath ache se pose dene hai bas kaam khatam, aur apko taiyaar karne ke liye sab bandobast hai.

    Mohan uncle ne bhi mummy ko samjhaya ki mai manage kar lunga tum fikar mat karo, to fir mummy maan gayi.

    Manish ne kaha, to chaliye mai tum dono ko make up room mai le jata hu tum dono waha ready ho jaao, mere asistant tum log ko ready kar denge.

    Fir uncle ne mujhse kaha, beta tum hamara stall dekhna hum kaam kahtam kar ke aate hai. Ab mere paas stall dekhne ke alawa aur koi kaam nahi tha.

    Do ghante tak mai stal mai bethkar kaam karta raha fir mene sab bandh kar ke jahan manish ki cabin thi wahan gaya. Manish muje dekh kar bola, aao beta kya hua kuch kaam hai?

    Mene kaha, abhi koi public nahi hai to mene stall bandh kar diya hai, to mai mohan uncle aur mummy ke paas jana chahta hu, kaha hai vo?

    Manish ne kaha, vo dono ready ho rahe hai, abhi kuch der mai hall mai mein designer dress ka auction rakhunga wahan par jaao, mohan aur bhabhi ji wahi aayenge, ok beta.

    Fir mai hall mai gaya aur ek kone mai chair pe beth gaya kafi log aa chuke the aur kai dressies ke auction shuru ho gaye the. Kafi der baad manish ayaa aur usne apne collection ki presentation dene laga.

    Fir usne announce kiya ki uska main partywear couple dress jo sab ke samne laa raha hai uski value panch lakh se start hai, aur fir stage ke piche se mohan uncle aur mummy aate huye muje nazar aaye to meri nigahien tham gayi.

    Mere zehen mai vo drishya tufaan machane laga. Light blue colour ki transparent designer sari jispe chamakne wala diomond work tha, use mummy ne pehni jiska blouse off shoulder tha aur lenhga nabhi ke kafi niche pehna tha jisse saaf pata chal raha tha, aur mummy ka youvan pur bahar khil kar us saari mai chamak raha tha.

    Makeup aur khule baal mai to mummy kayamat lag rahi thi. Sath mai uncle mummmy ki kamar mai hath daale chal rahe the mano dono, mohan uncle ne bhi jo black and white colur ka three piece siute pehna tha usme kafi handsome lag rahe the.

    Maano sabki nigahe bas mummy aur uncle pe jami huyi thi.

    Manish uske dress ki khubiya batate huye logo ko boli lagane ke liye bol raha tha. Manish ne chupke se uncle ko ankh mar kar ishara kiya.

    Uncle ne mummy ko kaan mai kuch kaha, fir mummy ne sharmate huye uncle ki baahon mai apna hath daal diya. Fir dono chipak kar ek dusre ke sath chalte huye stage ke aage aaye aur khade ho gaye. Kai badmash mard to sitiyan baja rahe the. Aur dress ki kafi wahwahi ho rahi thi.

    Kafi boli lagne ke baad ek amir aadmi ne barah lakh mai vo dress kharid liya to use manish ne stage pe bulaya aur mummy uncle ke sath khade reh kar photo khinchwaye.

    Mere bagal mai khade do log baat kar rahe the jo mujhe bachain kar rahi thi. Ek admi mummy ki aur ishara kar ke bol raha tha, kya item hai yaar, kasam se hume mil jaye to maza aa jaye., kya lagta hai koi bhaade ki hogi.

    Dusra bola, nahi muje high profile housewife lagti, kamal ki item hai, aut city marne lage. Mujse waha aur der ruka nahi gaya to mai waha se hat kar cold drink ke counter par chala gaya aur cold drink pine laga.

    Kafi ghanto tak mummy aur mohan uncle manish ke sath buisy rahe. Uncle mummy ki aese hi kamar mai hath daale chipke rahe the.

    Shaam ko dresses change kar ke dono stall ke paas aaye. Mummy pehle se zyada uncle ke sath kafi khush nazar aa rahi thi, papa ke jane ke baad mene pehli baar mummy ko itna khush aur khila hua dekha tha.

    Isliye mera gussa thanda ho gaya. Mene uncle ko orders ki list di to vo khush ho gaye. Fir humne baki kaam khatam kiye aur hotel mai dinner karne jaa rahe the.

    Tab uncle ko manish ka phone aaya vo keh raha tha ki uncle aur mummy ne jo uski help ki to vo humko dinner pe invite kar raha tha. To hum uske penthouse par gaye.

    Wahan par humare alawa do admi aur ek lady thi jo uske sath kaam karte the. Humne dinner kiya aur manish ne mummy aur uncle ko pachas hazar diye. Aur mummy ki taarif sabke samne ki. Dinner ke baad sab baatein kar rahe the

    Mummy us lady ke sath baatein kar rahi thi, mai panthouse ke bahar khule mai tehel raha tha. Mai uncle ki car ke piche taik lagaye netha tha ki mujhe kisi ke aane ki aahat huyi.

    Mene mud kar dekha to mohan uncle aur manish baatein karte huye car ke paas aate huye dikhyi diye. Unke hath mai sharab thi aur cigarette pi rahe the.

    Mai car ke piche the aur car ki hight hone ki wajah se vo shayad muje dekh nahi paye, par mai unki baatein saaf sun sakta tha. Unki baatein sun kar mai shock ho gaya

    Vo kya baatein thi janiye agle part mai..

    To be continued..