Jab Main Bani Love Guru – Episode 5

This story is part of the Jab Main Bani Love Guru series

    Suman ke man me lund ko pakadne ka dar maine bhaga diya tha aur us bahaane mujhe bhi Saurabh ka lund chhune ka mauka mil gaya tha.

    Ab aage ka kaam shuru karma tha to Suman ne naa chahte hue bhi Saurabh ke lund se haath hataya aur phir taange chodi kar let gayi. Saurabh ab Suman ki dono taang ke beech aakar baith gaya.

    Maine Suman ki chut ke neeche ishara kar Saurabh ko bataya ki lund kaha daalan hain. Mere kahne par usne Suman ki jaangho ko khinch kar apni mudi hui jaango par rakh diya. Uska lund ab Suman ki chut ke paas tha.

    Saurabh ne ab apne lund ko pakad kar uski chonch ko meri batayi jagah par Suman ki chut me daalna shuru kiya.

    Magar lund ki thodi si chonch chhute hi Suman tadap kar peechhe hat gayi.

    Suman: “Jalan ho rahi hain. Iske kuchh to laga hai”

    Main: “Kuchh nahi laga hain, tum aese hi dar rahi ho. Ek baar andar jaane do phir dheere dheere achchha lagega. Pahli baar aesa hi lagta hain. Chalo phir leto”

    Suman ek baar phir let gayi. Magar ek baar phir wahi repeat hua aur wo hat gayi.

    Main: “Achchha theek hain, pahle ungli se try karte hain. Saurabh tum ungli ko usi jagah rakho”

    Ab Saurabh ne apni ungli li aur Suman ki baalo ke beech se uski chut ke chhed ke paas le aaya. Ungli chhute hi Suman pura hil gayi par maine usko pakad liya.

    Saurabh ne ab dheere dheere apni ungli andar daalni shuru ki par thodi ungli andar jaate hi Suman phir uchhhal padi aur lagbahg rote hue uthh kar baithh gayi.

    Suman: “Nahi, mujhse nahi hota. Bahut gudgudi aur jalan hoti hain”

    Main: “Aese hi to maja aayega. Ek baar jaane to do andar”

    Suman: “Nahi mujhe nahi karna”

    Main: “Nahi karna tha to sabka time kyu kharab kiya! Chalo kapde pahan lo wapis phir”

    Saurabh bechargi se meri shakal dekh raha tha. Uska to pura mood ban chuka tha.

    Main: “Koi jyada gudgudi nahi hoti, thoda sa sahan kar lo”

    Suman: “ye gudgudi sahan kaise karte hain! Main aapke ungli karti hu, phir dekhti hu aap kaise sahhan karti ho”

    Main: “Main dusro ke saamne nangi kyu houngi bhala?”

    Suman: “To phir aap kapda dhak kar rakhna, kuchh nahi dikhega”

    Main: “Isme karke dikhane jaisa kya hain! Ye hota hi hain. Sharir ko thoda tight rakho bas”

    Suman: “To phir ek baar kar ke bata do na please”

    Main Saurabh ki shakal dekhne lagi. Mujhe ye sab nahi karna tha. Par nahi karungi to Suman aage badh hi nahi paayegi. Waise bhi kapda dhaka rahega to koi problem nahi hogi.

    Main maan gayi aur ek chaadar le liya dhakne ke liye. Suman ki jagah ab main let gayi aur chadar odh liya. Chaadar ke andar hi maine apna shorts aur panty ko ghutno tak neeche khiska diya.

    Is beech Saurabh mujhe lagatar dekh raha tha. Chaadar ke andar hoti harkato ko wo mahsus kar sakta tha. Mujhe pata tha wo mujhe bhi nangi dekhna chahta hain par main uski wo ichchha to puri nahi kar sakti thi.

    Suman mere paas baithh gayi. Mere bolte hi usne chaadar me haath ghusaya aur meri nangi taango ke sahaare wo meri chut ke karib tak aa gayi.

    Main usko direction batati gayi ki usko kaha ungli daalni hain. Maine apni taange chodi kar li aur jald hi uski patli si ungli meri chut ke andar ghusna shuru ho gayi.

    Uski ungli patli thi par andar jaane par gudgudi to hoti hi hain. Main thoda muskura kar halka sa hil si gayi. Usne puri ungli meri chut me utaar di.

    Suman: “Gudgudi ho rahi hain?”

    Main: “Thodi to hoti hi hain”

    Suman: “Meri ungli patli aur chhoti hain isliye. Moti ungli jaaye to pata chale. Saurabh tum daalo apni ungli”

    Suman ne apni ungli chut se nikaal kar haath chaadar se baahar nikaal diya.

    Main: “Maine sirf tumhe ungli daalne ki ijajat di thi, wo bhi tumhe dikhaane ke liye. Tumko maine dikha diya hain to main ab uthhti hu”

    Suman ne mujhe uthhne se pahle hi rok kar letaye rakha.

    Suman: “Saurabh ki moti ungli lo to aapko pata chalega”

    Main: “Bilkul nahi. Har kisi mard ki ungli apne andar lene ka matlab pata hain? Ashok ko pata laga to jhagda ho jayega”

    Suman: “Aapke pati hain kaha yaha! Hum nahi bateyenge, aap Saurabh ko ungli daalne do please”

    Main: “Baat Ashok ko pata chalne ki nahi hain. Main khud taiyar nahi hoon. Aese kaise har kisi ko haath lagaane du.

    Main to haath bhi nahi milaati anjaan logo se phir ye to bahut dur ki baat hain”

    Suman: “Saurabh jaan pahchan ka hain. Ye samajh lo Saurabh doctor hain aur aapko check kar raha hain”

    Main: “Aese kaise samajh lu. Chalo chhodo mujhe jaane do”

    Suman: “Itna aage aakar itni chhoti si baat ko lekar mat jao. Hum dono bhi to aapke saamne yaha nange baithhe hain. Phir aapne to chaadar bhi dhak rakha hain”

    Saurabh: “Suman ko dikhaane ke liye main thoda sa hi lagaunga, thoda lagaane do na please. Suman ko prove karna hain bas. Please!!”

    Pahli baar Saurabh ne itni lambi baat kahi thi. Uske chehre par bechargi thi. Aur koi hota to main kabhi nahi maanti par wo ek bhola bhala masoom ladka lag raha tha.

    Phir mujhe usko ye bhi jataana tha ki har ladki Suman ki tarah chut par baal ugaaye nahi rahti, ladkiya saaf sudhri bhi rahti hain. Main ek baar phir maan gayi.

    Saurabh mere dusri taraf aakar baithha. Usne side se chaadar me haath daala aur uska haath seedhe meri jaangh par pada.

    Uske haath bahut naram the aur main uske haath chhute hi thoda hil si gayi. Un dono ko aascharya hua ki abhi to chut ko chhua bhi nahi aur main hil gayi thi.

    Wo meri nangi chikni jaangh par dheere dheere haath firaate hue meri chut ke paas le aaya. Meri chikni chut par haath firaate hue wo jaise chut ke baalo ko dhoondh raha tha.

    Par meri chut to safachat thi, usko baal kaha milte. Maine hi usko bola ki “yahi jagah hain, ungli thoda neeche le jao aur andar daalo”. Uske chehre ke bhaav badal gaye.

    Suman ke jungle ko dekhne ke baad mera sapaat maidan mahsus kar usko sukhad aascharya hua tha. Us sapaat maidan me wo apni ungli meri chut ki daarar tak aaram se le aaya.

    Maine apne paav chode karte hue uski ungli ke liye jagah banayi. Uski ungli ab dheere dheere meri chut me ghusna shuru hui.

    Uske lund ki tarah uski ungli bhi moti hi thi. Meri ek aah nikli. Magar Suman ko jatane ke liye ki gudgudi dabaa sakte hain maine thoda sahan kiya.

    Uski ungli puri tarah meri chut me jaa chuki thi. Pahli baar chut ki garmi milne se usko bhi achchha laga aur wo khud hi apni ungli andar ghuma kar mahsus karne laga ki andar kya kya hota hain.

    Magar idhar ungli hone se meri haalat kharab hone lagi. Main bistar ko kas kar pakde siskiya rokne ki koshish kar rahi thi. Main jitna tadapti, wo utna hi ungli jyada kar mere maje le raha tha.

    Suman meri haalat dekh khud nashe me ja rahi thi. Mujhe gudgudi ki bajaay maja aa raha tha, ye jaan kar uski bhi ichchha hone lagi thi.

    Main Saurabh ko ungli karne se rokna chahti thi par us maje ke maare rok nahi paa rahi thi. Socha aur kuchh nahi to uski ungli se hi chud jati hoon.

    Par Suman ne usko ungli nikaal dene ko kaha. Usne ek baar to ansuna kar diya. Mujhe achchha laga. Par dusri baar Suman ne Saurabh ko lagbhag pura hila kar uski ungli baahar nikalaane ko bola to usne man maar kar apn ungli meri chut se baahar nikaali.

    Main tadapti hui ruk si gayi. Chaadar ke neeche maine apne kapde wapis pahanne ki bhi koshish nahi ki thi.

    Suman: “Ab main karwaungi”

    Main: “Samajh me aa gaya? nahi aaya to ek baar aur bata deti hoon”

    Saurabh: “Suman tum sure ho ki karne dogi. Ungli ki motai to kam hoti hain mere lund ki motai jyada hogi”

    Ye bolkar Saurabh ne apna lund aage kar diya. Uska lund abhi bhi kadak hokar sir uthhaye khada tha. Suman ek bar to ghabra gayi.

    Suman: “Haa..shayad kar lungi, tum mujh par pahle ungli try karo”

    Mera koi chance nahi tha. Maine apna shorts aur panty upar kiya aur chaadar hata kar bistar se utar aayi. Abhi bhi meri chut me hulchal machi thi.

    Ab Suman bistar par paav chode kar let gayi. Saurabh ne pahle bataye anusar position li aur apni ungli Suman ki chut par rakh andar daalne laga.

    Suman bistar par pura hil gayi aur Saurabh ne apni ungli teji se uske andar daal di. Suman jalan ke maare jor se chikhti rahi. Kuchh seconds chikhne ke baad wo karahte hue thoda shaant hui.

    Saurabh ne ab apni ungli uski chut me andar baahar karna shuru kiya aur Suman tadap uthhi. Wo siskiya maar rahi thi aur maje bhi le rahi thi.

    Thodi der wo apni chut me ungli karwane ke maje leti rahi aur main ye dekh waha khade kahde tadapti rahi. Aur dekha nahi gaya to maine hi unko ab aage badhne ko bola taki phir main waha se ja saku.

    Saurabh ne ab apni ungli nikaali aur position bana kar apna lund Suman ki chut se ada diya.

    Jaise hi usne lund chut me daalna shuru kiya Suman ki chikh nikalne lagi. Uske lund ka aage ka teekha bhaag uski chut me ghusa hi tha ki wo jor se chikhte hue usko rukne ko bolne lagi aur gahri saansein lene lagi.

    Thodi der rukne ke baad usne Saurabh ko lund thoda aur andar daalne ko bola. Usne aadha inch aur lund andar ghusaya nahi ki wo phir chikhi aur peechhe khisak gayi aur lund baahar nikaal diya.

    Suman: “Ye bahut mota hain, mujhse nahi ho raha”

    Main: “Andar to jaane do ek baar, phir adjust ho jayega”

    Suman: “Wo hi to nahi ho raha”

    Saurabh ka lund ab tadapte hue fadfada kar upar neeche ho hil raha tha. jaise mujhe hi bula raha tha. Kya ye mere liye mauka tha apni adhuri ichchha puri karne ka!

    Ab Suman wo lund le payegi ya mujhe hi unki help karni padegi, ye aage jaane.

    To be continued…

    [email protected]

    Leave a Comment