Jab Main Bani Love Guru – Episode 17

This story is part of the Jab Main Bani Love Guru series

    Aakhir mera badla poora hua aur Suman ko chudte hue maine range haathon pakadwa hi diya. Ab dekhna tha ki aage kya raytaa felta hain.

    Jaise hi Suman aur Vineet ko ahsaas hua ki koi aaya hain Suman ne turant Vineet ko chhod diya aur Vineet bistar se utar apni pant pahanne laga.

    Pawan to Suman ko ghoore ja raha tha. Bina kapdo ke puri nangi Suman, chudai ke baad ek khila hua gulaab lag rahi thi. Uska gora badan laal ho chuka tha aur maathe par paseene ki bundein thi.

    Pawan ne to Suman ko pahli baar bina kapdo ke dekha tha to uske figure ko achchhe se dekhta raha. Vineet ne apni pant pahan li thi aur shirt bhi upar daal diya tha.

    Suman bistar par baithhi thi aur apne paav mod kar apna seena chhupa diya tha. Use kuchh samajh nahi aa raha tha ki ye kya ho gaya.

    Amit: “Sambhaal le bhai apni biwi ko, pahle hi din ye haal hain”

    Amit aur Vineet ab waha se chale gaye. Main chahti thi ki usko Vineet par thoda to gussa aata aur usko maar kar bhagaata. Par Amit ne apni chaal pahle hi chal di thi aur saara iljaam Suman par daal Vineet ko victim bata diya tha.

    Pawan: “Suman, tumse mujhe ye ummeed nahi thi. Achchha hua abhi pata chal gaya. Abhi bhi der nahi hui hain. Tumhe yahi sab baahar walo se karna hain to shaadi kyu ki?”

    Pawan mud kar wapis baahar jane laga par main deewar ban kar uske saamne khadi ho gayi.

    Main: “Shaant ho jao Jijaji”

    Pawan: “Yeh kaisi ladki hain? ek din bhi intejaar nahi kar saki. dusro ke saath muh kaala kara rahi thi. Thodi si to sharm rakhi hoti, shaadi wale din hi ye sab. Dhokhebaaj”

    Suman ke aansu tapakane lage aur wo subkane lagi thi. Maamla mere haath se baahar ja raha tha. Ab mujhe hi kuchh karna tha.

    Main: “Aapne to jaise kabhi kuchh kiya hi nahi hoga! Aap kya doodh ke dhule ho?”

    Pawan meri shakl dekhne laga. Usko bhi pata tha ki Suman wali galti usne bhi ki thi.

    Pawan: “Abhi to maine isko pakda hain, pata nahi aur kitne ke saath chudwaya hoga”

    Suman (subakate hue): “Main nahi karna chahti thi”

    Pawan: “To phir kyu kar rahi thi? kisi ne jabardasti ki?”

    Suman: “Pratima ne bola tha”

    Main: “Haa, maine hi bola tha. Suman tum kapde pahan lo, main inko samjhati hoon. Jijaji aap apne kamre me jao, main aati hoon. Aur please Suman ki ye baat kisi ko mat bolna”

    Pawan kamre se baahar chala gaya. Maine Suman ko dekha, wo bauht ghabrayi hui thi.

    Suman: “Aapne mujhse us din ka apna badla nikala na? Maine us din jo bhi kiya usme aapke pati ki marji thi. Magar yaha to mere pati ki marji nahi thi. Aapne to meri shaadi khatre me daal di hain”

    Main: “Ab tumhe pata chala kaisa lagta hain apne pati ke haatho range haathon pakde jaane ke baad? Magar main buri nahi hoon, main Pawan ko samjha dungi. Main abhi aati hoon”

    Main ab Suman ke kamre se baahar aayi aur Pawan ke kamre me aa gayi aur usko samjhane lagi.

    Main: “Suman ke man me suhaagraat ko lekar bahut dar tha. Usko in sab chijo ka bilkul bhi knowledge nahi hain. Suhaagraat se pahle uska wo dar nikaalne ke liye yeh kiya tha. Varna wo aesi nahi hain”

    Pawan: “Ye kya majak hain!”

    Main: “Aap shaant rahna, hungama karne ki jarurat nahi. Main samjhati hoon”

    Pawan: “Isme samjhne jaisa kya hain?”

    Maine Pawan ki kamar me haath daal uski seene par apni hatheli rakh usko shaant karne ki koshish ki.

    Main us se side se chipki thi jisse mere choli sahit mere mamme uske baaju ko chhu rahe the aur wo thoda naram pad gaya.

    Main: “Suman ne jo kiya same wahi galti aapne bhi ki. Farq ye hain ki aapne usko pakad liya aur usko abhi tak pata nahi hain. Aapne ye sab maje ke liye kiya aur usne kuchh sikhne ke liye”

    Pawan: “Hamare beech jo hua, hum dono ki marji se hua”

    Main: “Vineet aur Suman ke beech bhi to un dono ki marji se hua hain”

    Pawan: “Nahi, wo Amit kah raha tha ki Suman ne Vineet ko force kiya”

    Main: “Andar gaye the to upar kaun leta hua tha, Vineet ya Suman? Aapke dosto ne Suman ke bholepan ka faayda uthhaya aur ab aapki shaadi todne ki koshish kar rahe hain”

    Pawan: “Wo meri shaadi kyu todna chahenge. Wo chahte to mujhe nahi batate. Phir wo aage bhi chahe tab Suman ka faayda uthha sakte the”

    Main: “Socho agar Suman ne ye nahi kiya hota aur aap mere saath karte hue pakde jaate to kya hota? Aapke character par ungli uthhti. Kya aapka character dheela hain? Khud par aati hain to hi pata chalta hain”

    Pawan: “Ek baar ye sab dekh lene ke baad mera is par bharosa kabhi ban nahi paayega”

    Main: “Jo log sharab nahi peete, wo bhi beemari hone par brandy peete hain. Isne jo kiya maje ke liye nahi kiya. Isko sex education ka practical samajh lo”

    Pawan: “Mera man nahi maan raha”

    Main: “Aap ladko ka yahi problem hain. Khud koi galti karo to theek hain chalta hain, magar wohi galti ladki kare to uska character dheela. Mere character ke baare me kya kahna hain phir aapka? Maine bhi to shadushuda hokar aapke saath kiya hain!”

    Pawan: “Ye alag baat hain”

    Main: “Dusri ladkiya aapke saath chudwaye to achchha hain, par aapki biiwi kis aur ke saath yahi kare to wo kharaab!!”

    Pawan: “Wo sab theek hain, par wo scene mai kabhi bhool nahi paaunga”

    Main: “Kya sochna hain wo aapke haath me hi hain. Jo chij buri lagti hain wo kyu sochna. Aap achchhi chije bhi soch sakte ho. Aapne mere saath jo kiya, wo aapko yaad nahi!”

    Pawan: “Aap meri jagah hoti to kya karti?”

    Main: “Aap Suman ki galti par hi jor kyu de rahe ho. Aapki galti ka kuchh nahi?”

    Pawan: “Main usko nahi apna sakta ab. Mujhe sabko bataanaa padga”

    Main: “Mujhe bhi aapka raaj pata hain”

    Pawan: “Aap usko bata dogi?”

    Main: “Usko maaf kar do to nahi to bata dungi. Agar aapne uski ijjat uchhali to mujhe bhi batana padega”

    Pawan: “Usme aapki bhi badnami hogi”

    Main: “Mujhe yaha kaun jaanta hain! Yaha saare rishtedaar aapke aur Suman ke hi hain”

    Pawan: “Thheek hain, batana hain to bata do. Magar main ye shaadi continue nahi kar sakta”

    Main: “Dusri shaadi to karoge? iski kya gaurantee hain ki wo ladki saaf suthri hogi. Agar hogi bhi to aapke baare me bhi to Suman ke ghar wale baatein uda hi denge. Aapki kahi aur shaadi hona to mushkil hi hoga. Behtar hain Suman ko maaf kar aage badho. Usko pata chalega tab wo bhi aapko maaf kar degi. Uski jaisi saaf dil ladki nahi milegi”

    Pawan: “Magar mere saath dhokha hua hain”

    Main: “Pahle aap mujhe kya kah rahe the! Dhokhe ka badla dokhe se dena chahiye. Aapne mujhe chod kar Suman ko dhokha diya. Yeh samajh lo Suman ne badle me aapko dhokha diya. Hisaab baraabar”

    Maine Pawan ko apne seene se chipka kar gale lagaya. Mere mamme uske seense dab gaye aur usko thodi der pahle mere saath jo maja aaya tha uski yaad dila gaye, isi kaaran wo ekdum shaant ho gaya.

    Main: “Mere saath chalo aur Suman ko gale laga kar usko maaf kar do. Wo bahut pareshan hogi”

    Pawan: “Waise hisaab barabar nahi hua hain? Maine usko chudte hue dekha hain. Mere dil par chot lagi. Wo bhi mujhko chudte hue dekhegi to usko bhi chot pahuchegi, tab hisaab barabar hoga”

    Main: “Iski koi jarurat nahi. Chodna to chodna hi rahega, ab bhale hi kisi ko dikha kar chodo ya bina dikhaaye. ”

    Pawan: “Jarurat to hain”

    Main: “Magar us bechari ne to pura bhi nahi kiya tha. Aap to pura kar chuke hain, uska kya?”

    Pawan: “Usko pura karna hain to karle kisi ke saath. Magar main uske saamne chodna chahta hoon”

    Main: “Abhi usko maaf kar do. Vidaai hone do, apne ghar jao. Phir ye aapka personal maamla hain. Aap dekh lo, kisi bhi ladki ko laakar Suman ke saamne chod lena”

    Pawan: “Koi aur ladki kyu! aap ho na. Hum phir se karenge, Suman ke saamne kar uska bhi dil dukhaunga. Usne mere dost ke saath kiya, main ab uski saheli ke saath karunga”

    Main: “Mujhe apne pati se sirf ek baar badla lena tha, wo mera ho gaya. Ab main nahi kar sakti”

    Pawan: “To phir mere lund par haath kyu lagaye rakha aur mujhe mamme khyu chusne diye?”

    Main: “Aap us waqt itne utaavle ho rahe the, isliye maine aese kiya taaki aap shant hokar meri baat sun paaye”

    Pawan: “Main kuchh nahi jaanta. Mujhe to karna hain ab bas”

    Main: “Suman ko to aapne dara diya. Wo ab kyu maanegi? ”

    Pawan: “Mere saath chalo, usi ko puchh lete hain. Usko ye settlement manjoor hain ya nahi”

    Main phir fas chuki thi. Suman apni shaadi bachane ke liye haa bol hi degi. Pawan mujhe lekar phir Suman ke kamre tak aa gaya tha. Suman ab tak change kar chuki thi.

    Pawan: “Suman maine tumhe kisi ke saath chudte hue pakda hain, iske badle tumhe bhi mujhe kisi ke saath chudte hue dekhna hoga. Bolo tumhe manjoor hain”

    Main: “Main maanti hoon mujhse galti ho gayi, par ek galti ko dusri galti se sudhara nahi ja sakta hain”

    Pawan: “Main zindagi bhar ye dard lekar to nahi ghum sakta na? mera to yahi nyaay hain. Tumne mere dost ke saath kiya, ab main tumhari saheli ke saath karunga. Apni saheli ko manao is kaam ke liye”

    Suman ne meri taraf dekh haath jod liye.

    Suman: “Aapne hi fasaya hain, ab aap hi nikalo is musibat se. Maan jao”

    Main: “Ye kaam to kisi aur ladki ke saath bhi kiya ja sakta hain. jaruri nahi main hi hou”

    Suman: “Meri to koi saheli hain hi nahi, aap hi ho. Main kisi bhi keemat par ye shaadi ab nahi todna chahti”

    Main agar Pawan ke dosto ki help nahi leti to abhi mujhe Suman ki saheli hone ke naate nahi fasna padta. Ab Suman ki shaadi to bachaani hi thi. Ek baar Pawan ke saath karwa hi chuki thi, ab kisi ki zindagi kharab hone se bachane ke liye phir karna tha.

    Pahle uske saath nahi chudwaya hota to hi theek tha. Do baar to nahi karwana padta. Par ab koi dusra raasta nahi tha.

    Main: “Theek hain, magar aapne Suman ko sirf 2-3 minute ke liye chudte dekha tha. Aap bhi mere saath 2-3 minue kar sakte hain”

    Pawan: “2-3 minute hi sahi, magar theek waisa hi karna hoga jaisa Suman kar rahi thi. Chalo kapde utaaro”

    Main us raat chauthi baar apne kapde utaar rahi thi. Suman se badla lete lete main khud apne paav par kulhadi maar chuki thi.

    Main saare kapde utaar puri nangi hui. Pawan to waise hi itna tadap raha tha, wo apne kapde khol nanga ho gaya.

    Suman ek taraf apni saheli ko pura nanga dekh rahi thi to dusri taraf apne nange pati ko jo ab uski aankhon ke saamne chodne ko taiyar the.

    Pawan: “Suman tum mera lund ragad kar kadak karo”

    Us bechari ka kuchh to yogdaan hota. Suman ne Pawan ke aage baithh kar uska lund apni mutthi me pakde ragadna shuru kiya. Aese laga jaise yuddh par jaate sainik ko uski patni taiyar kar rahi ho.

    Suman ne naa sif uska lund apne haath se ragda balki muh me lekar bhi achchh se chus kar usko taiyar kiya. Shaayad pawan ko maska laga kar impress kar rahi thi.

    Suman ke muh se apne lund ko chuswa kar Pawan ko khub maja aaya, wo siskiya maar mere nange badan ko dekhta raha. Pawan ab mujhe chodne ke liye ready tha. Main ab bistar par let gayi

    Pawan ab mere upar jhuk gaya. uske dono haat bistar par lambe khade the aur neeche ka sharir mere sharir se chipka tha.

    Maine uska lund pakad kar apni chut me daala aur wo pura mere upar let gaya. Uske paas sirf 2 minute the. Usne mujhe pura jor lagaate hue meri chut me jhatke maarne shuru kar diye.

    Uske kahe anusar maine apni dono taange uski kamar par lapet di aur vaade ke mutabik mujhe ab usko uksaana tha.

    “aaahhh….jijaji…..chod do apni saali ko…..ummmm …uhhhh…..aah aaah aah .oh jijaji…dheere chodo…mujhe dard ho raha hain….jija ji dheere ”

    Samay ki keemat kya hoti hain, ye aaj Pawan ko pata chala tha. Uske itne armaan the magar samay nahi tha. Wo tej siskiya maarte hue jor ke jhatke maar mujhe chod raha tha.

    Jab mujhe laga ki do minute ho gaye hain to maine apni taange khol uski kamar ko azaad kar diya aur usko uthhne ko bola.

    Wo to paaglo ki tarah mujhe chode ja raha tha. Maine usko agle kuchh seconds me badi mushkil se apne se dur kiya. Wo mujh par phir jhapatne ki taiyari me tha magar main turant uthh gayi aur apne kapde uthha liye.

    Pawan ko to pura chodna hi tha, wo bistar se utar aaya aur Suman ko khinch kar bistar par le aaya. Suman ne ek night gown pahna tha.

    Pawan: “Tumhe jo bhi practice karni hain mere sath kar lo, aaj tumhe aesa chodunga ki aage kabhi kisi dusre mard ki jarurat nahi padegi”

    Aakhir maine poora mammla sambhaal liya tha, is chakkar me ek bar phir Pawan se chudwana pad gaya tha. Ab aage ka maamla achchhe se niptega wo agle episode me jaane.

    [email protected]

    Leave a Comment